Tanha Hoon Lyrics - Yasser Desai | Latest Hindi Songs

Tanha Hoon Song Info
Singer | Yasser Desai |
Composer | Anmol Daniel |
Music | Anmol Daniel |
Song Writer | Pankaj Dixit |
Tanha Hoon Lyrics
Lekar sabhi yaadein meri
Phir se aaya wo saamne
Is baar bhi gham hi diya
Kyun ishq ke anjaam mein
Latest Punjabi Songs Lyrics
Leke gham yahaan
Laute hain sapne sabhi
Judaa tujhse ho gaye
Huye khud se bhi ajnabi
Tanha hoon
Aakh meri asuon se nam hai
Tere gham ki
Baarishon mein aaj bheege hum hain
Chhod ke mujhko door gaya
Kyun de di yeh tanhaiyan
Aur koyi na dil vich mere
Tu vasda ik mahiya
Latest Punjabi Songs Lyrics
Chhod ke mujhko door gaya
Kyun de di yeh tanhaiyan
Aur koyi na dil vich mere
Tu vasda ik mahiya
Yeh aasman ke taaron sa
Kyun mujhse door tu hai
Dil mein chhupi har baat se
Kyun bekhabar tu hai
Latest Punjabi Songs Lyrics
Ishq ka jo rasta hai
Is se na ab vasta hai
Jaldi aaun dil ki sooni raah par
Mera dil bhi yahaan
Soona shehar hai koyi
Akela hi reh gaya isme raha na koyi
Tanha hoon
Aakh meri asuon se nam hai
Tere gham ki
Baarishon mein aaj bheege hum hain
Tanha hoon
Aakh meri asuon se nam hai
Tere gham ki
Baarishon mein aaj bheege hum hain
Latest Punjabi Songs Lyrics
Tanha Hoon Video Song
Tanha Hoon Song Download mp3 Click Here
0 Comments
Thank You to visit my blog, please share the article. Keep Sharing is Carrying