Chemicals Lyrics - Dino James Ft. Kaprila | Latest Hindi Songs
Chemicals Lyrics by Dino James and Ft. Kaprila a brand new Hindi Song with music given by Bluish Music. Chemicals song lyrics are written by Dino James and the music video Label by Sony Music India.
Follow Me On Instagram https://www.instagram.com/pritpalsingh001/
watch Lyrics of Besharam Bewaffa

Chemicals Song Info
Singer | Dino James Ft. Kaprila |
Composer | Dino James |
Music | Bluish Music |
Song Writer | Dino James |
Chemicals Lyrics
Saari saari raat daraye ho jaise hain Dayan
Saasein na lene de, aise raasayan
Hoon bahar se ghayal, aur ander se kayal
Lagti mohabbat, par hain sab yeh science
Kuch divya se cheez samajhta tha payar ko
Phir jaana body bus chodti hormones
You not in love, Tum chote bimaar ho
Kuch kaam nahi karta hain,disprin ya saridon
Also, Read Lyrics
usse pyaar karta hoon ya uske saath ko
Ego hain mera woh kaise bhi prapt ho
Suljha raha hoon main uljhi is gaath ko
Dil aur dimag ke aapas ke war ko
Kaise chemicals chode dimag bhi
itni lachari hain aisa na tha kabhi
Jisse main ladta hoon uska main bhag bhi
kamzoor padh raha hoon andar aur taaqat nahi
Bas pyaar karne ki maine himakat ki
aisa kyu ho gaya , meri thi kya galti
Na karna galti se aisa mazak bhi
chemicalo ne kiya zakhmi
Hai yeh sare bas chemicals
Main tha bas kab se bekhabar
Also, Read Lyrics
Tu sar-var mein, ghar-var mein, har pal
bas badh-badh mein, darr-darr kapu thar-thar
dil dhad dhad, jiyu mar-mar ke, karvat
loon har shan main parvath tha ab kan mein
sir garam maan sard hain andar bhar-bhar dard hain
Khandar jaise manzar jaise khanjar kare punchar
Hoon main banjar, karu sangarsh
sune aye humdard yuh na tang kar
dhile anjar saare panjar
teri sangat thi meri sampat
par sampark pe nahi hum but
Also, Read Lyrics
just one word can comfort
So Aane de ya mujhe jaane de
tu mujhe jeene ke jhoote bahane de
Un sari yaado ki arthi ko kandhe de
Tu mujhe thame reh, bhale tu taane de
wo sab anjaane si yaadein lautane de
kho gaya tha main kabse khud ko paane de
gane de Gaane de bus mujhko gaane
de gaaane de gaane de gaane de
Bemaariyo ke daag yeh jate nahi
Sooo dard hain phir bhi kyu soo rahate nahi
Hai yeh saara bas chemicals
Main tha bas kab se bekhabar
Saari saari raat daraye ho jaise hain Dayan
Saasein na lene de, aise raasayan
Hoon bahar se ghayal, aur ander se kayal
Lagti mohabbat, par hain sab yeh science
Also, Read Lyrics
Dino James Video Song
Dino James Song Dowload Mp3 Kaprila
Click To Download
0 Comments
Thank You to visit my blog, please share the article. Keep Sharing is Carrying